Hadith : Allah ke nazdeek martabe ke aitbaar se wo shakhs sab se bura hai jisko log uski bad-akhlaqi ki wajah se chorh dein
Hadith: Koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthaye
Bismillahirrahmanirrahim

Abdullah Bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi shaksh kisi dusre shaksh ko (apne baithne ke liye) uske baithne ki jagah se na uthaye ke khud wahan jakar baith jaye.
Sahih Bukhari, Vol7, 6269-------------------------------------

Narrated Ibn 'Umar Radhi Allahu Anhuma: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "A man should not make another man get up from his (the latter's) seat (in a gathering) in order to sit there.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 286:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 286:
Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karo
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karo
Anas Bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6247
Sahih Bukhari, Vol 7, 6247
Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to do so."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264:
Hadith: Khana khilao aur salam karo
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Khana khilao aur salam karo
Abdullah bin Amr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo use jise tum pahchante ho use bhi aur jise tum nahi pahchante ho use bhi.
Sahih Bukhari, vol 7, 6236
Sahih Bukhari, vol 7, 6236
-----------------------------------------------
Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radhi Allahu Anhu : A man asked the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam , "What Islamic traits are the best?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Feed the people, and greet those whom you know and those whom you do not know."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253
Hadith: Chota bade ko salam kare
BismillahirrahmanirrahimHadith: Chota bade ko salam kare
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya chota bade ko salam karey, guzarne wala baithne wale ko salam kare aur choti jamaat badi jamaat ko salam kare.
Sahih Bukhari, vol 7, 6231-----------------------------------------

Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The young should greet the old, the passer by should greet the sitting one, and the small group of persons should greet the large group of persons. "
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 250:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 250:
Hadith : Apne mehmaan ki ezzat karni chahiye
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Apne mehmaan ki ezzat karni chahiye
Abu Shuraih Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shaksh ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho use apne mehmaan ki ezzat karni chahiye , uski khatirdari bas ek din aur raat ki hai , aur mehmani 3 din aur raaton ki hai, iske baad jo ho wo sadqa hai aur mehmaan ke liye jayaz nahi ki wo apne mezbaan ke paas itne din thahar jaye ki use pareshaan kar de.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6135

Narrated Abu Shuraih Al-Ka'bi Radhi Allahu Anhu: ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, Whoever believes in ALLAH and the Last Day, should serve his guest generously. The guest's reward is: To provide him with a superior type of food for a night and a day and a guest is to be entertained with food for three days, and whatever is offered beyond that, is regarded as something given in charity. And it is not lawful for a guest to stay with his host for such a long period so as to put him in a critical position.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 156
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 156
Hadith : Gussa (anger) na kiya karo
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Gussa (anger) na kiya karo
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se arz kiya mujhe Aap koi naseehat farma dijiye to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Gussa na kiya kar, usne kayee baar yahi sawal kiya aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne yahi farmaya ki Gussa na kiya kar.
Sahih Bukhari, Vol7, 6116------------------------------------------- Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : A man said to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam , "Advise me! "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Do not become angry" The man asked (the same) again and again, and the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said in each case, "Do not become angry"
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 137

Hadith: Tum mein se behatreen log wo hain jo apney Gharwalon ke liye behatrenn hain
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo apne Padosi ko takleef na pahuchaye
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
hazrat Jibril mujhe Padosiyon ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) Padosi ko kahi waris mein sharik na kar de
Sahih Bukhari, Vol 7, 6014
Hadith: Qataa Rahmi karne wala (Rishte todne wala) jannat mein nahi jayega
Jubair bin Mutim Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qataa Rahmi karne wala (Rishte todne wala) jannat mein nahi jayega.Sahih Bukhari, Vol 7, 5984---------------------------------------------
Narrated Jubair bin Mutim Radhi Allahu Anhu : That he heard the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, "The person who severs (split or cut ) the bond of kinship (Relationship) will not enter Paradise."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 13
Hadith: Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7) aantein(intestines) bhar leta hai.
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon ke liye behatreen hain
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon ke liye behatreen hain aur main tum mein sabse ziyada apney Gharwalon se achcha bartav karney wala huSunan Ibn Majah, Vol 2, 134-Hasan
---------------------------------------------
Narrated By Ibn Abbad Radi allahu Anhu The best of you are those who are best to their families, and I am the best of you to my family.Sunan Ibn Majah, book 9, 1977-Hasan
Mafhum-e-Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka khadim ke saath husn e suluq
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka khadim ke saath husn e suluq
Hazrat Anas Radhi Allahu Anhu ne kaha ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ki 10 saal tak khidmat ki lekin Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne kabhi mujhe uff tak nahi kaha aur na kabhi ye kaha ki Falah kaam kyun kiya aur falah kaam kyun nahi kiya
Sahih Bukhari, Vol 7, 6038
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : I served the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam for ten years, and he never said to me, "Uf" (a minor harsh word denoting impatience) and never blamed me by saying, "Why did you do so or why didn't you do so?"
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 64
Mafhum-e-Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka khadim ke saath husn e suluq
Hazrat Anas Radhi Allahu Anhu ne kaha ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ki 10 saal tak khidmat ki lekin Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne kabhi mujhe uff tak nahi kaha aur na kabhi ye kaha ki Falah kaam kyun kiya aur falah kaam kyun nahi kiya
Sahih Bukhari, Vol 7, 6038
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : I served the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam for ten years, and he never said to me, "Uf" (a minor harsh word denoting impatience) and never blamed me by saying, "Why did you do so or why didn't you do so?"
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 64
Hadith: jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo apne Padosi ko takleef na pahuchaye
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo apne Padosi ko takleef na pahuchaye
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo apne Padosi ko takleef na pahuchaye, jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo apne mehman ki ezzat karey, aur jo koi ALLAH aur aakhirat par yakeen rakhta ho wo Achchi baat zuban se nikale warna khamosh rahey.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6018-------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle saidSal-Allahu Alaihi Wasallam , "Anybody who believes in ALLAH and the Last Day should not harm his neighbor, and anybody who believes in ALLAH and the Last Day should entertain his guest generously and anybody who believes in ALLAH and the Last Day should talk what is good or keep quiet. (i.e. abstain from all kinds of evil and dirty talk).
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 47

Hadith: wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
hazrat Jibril mujhe Padosiyon ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) Padosi ko kahi waris mein sharik na kar de
Sahih Bukhari, Vol 7, 6014
Abu Hurairah Radi allahu taala anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho.
Sahih Muslim, Vol 1, 172
----------------------------------------
Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said "Gabriel continued to recommend me about treating the neighbors Kindly and politely so much so that I thought he would order me to make them as heirs.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 43:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 43:
It is narrated on the authority of Abu Huraira Radhi Allahu Anhu that the Messenger of ALLAH (may peace and blessing be upon him) observed: He will not enter Paradise whose neighbour is not secure from his wrongful conduct.
Sahih Muslim, Book 001, No.74
Sahih Muslim, Book 001, No.74
Hadith: Qataa Rahmi karne wala (Rishte todne wala) jannat mein nahi jayega
Bismillahirrahmanirrahim
Jubair bin Mutim Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qataa Rahmi karne wala (Rishte todne wala) jannat mein nahi jayega.Sahih Bukhari, Vol 7, 5984---------------------------------------------
Narrated Jubair bin Mutim Radhi Allahu Anhu : That he heard the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, "The person who severs (split or cut ) the bond of kinship (Relationship) will not enter Paradise."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 13
Hadith: Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7) aantein(intestines) bhar leta hai.
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7) aantein(intestines) bhar leta hai.
Nafi Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Ibn umar Radi Allahu Anhuma tab tak khana nahi khate the jab tak unke saath khane ke liye koi miskeen nahi laya jata ek baar mein unke saath khane ke liye ek shaksh ko laya usne bahut khana kha liya baad mein Ibn umar ne kaha ki dobara is shaksh ko mere saath khane ke liye nahi lana , maine Nabee SallallahuAlaihi wasallam se suna hai ki Momeen ek aant (intestine) se khata hai aur kaafir saaton (7) aantein(intestines) bhar leta hai.( yani bahut sara khata hai)
Sahih Bukhari, Vol 6, 5393
------------------------------------------------------Narrated Nafi Radi AllahuAnhu : Ibn 'Umar Radi Allahu Anhuma never used to take his meal unless a poor man was called to eat with him. One day I brought a poor man to eat with him, the man ate too much, whereupon Ibn 'Umar said, "O Nafi'! Don't let this man enter my house, for I heard the Prophet SallallahuAlaihi wasallam saying, "A believer eats in one intestine (is satisfied with a little food), and a kafir (unbeliever) eats in seven intestines (eats much food)."
Hadith: jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye
Hazrat Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye.Sahih Bukhari, Vol 6, 5185----------------------------------------------
Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahoge to tod doge
Bismillahirrahmanirrahim
Abu Hurairah Radiallahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai pasli mein bhi sabse jiyada teda upar ka hissa hota hai agar koi shaksh usey bikul seedhi karna chahye to usey tod kar rahega aur agar usey waisa hi chhodh de to hamesha tedi hi rah jayegi isliye aurton se achcha suluk karo.
Sahih Bukhari, Vol 4,3331
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 113:
Abu Huraira (ALLAH be pleased with him) reported: Prophet peace be upon him said Woman has been created from a rib and will in no way be straightened for you; so if you wish to benefit by her, benefit by her while crookedness remains in her. And if you attempt to straighten her, you will break her, and breaking her is divorcing her.
Sahih Muslim, Book 8, #3467
Narrated Abu Huraira Radiallahuanhu : ALLAH 's Apostle SallallahuAlaihi Wasallam said, "Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it will remain crooked. So treat women nicely."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 548:
Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai.....
------------------------------------------------------Narrated Nafi Radi AllahuAnhu : Ibn 'Umar Radi Allahu Anhuma never used to take his meal unless a poor man was called to eat with him. One day I brought a poor man to eat with him, the man ate too much, whereupon Ibn 'Umar said, "O Nafi'! Don't let this man enter my house, for I heard the Prophet SallallahuAlaihi wasallam saying, "A believer eats in one intestine (is satisfied with a little food), and a kafir (unbeliever) eats in seven intestines (eats much food)."
Hadith: jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye
Hadith: jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye
Hazrat Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya jo shaksh ALLAH aur uske Qayamat ke din par Imaan rakhta ho wo apney Padosi ko takleef na pahuchaye.Sahih Bukhari, Vol 6, 5185----------------------------------------------
Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahoge to tod doge
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahoge to tod doge
Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahogey to tod dogey aur agar is se fayda hasil karna chahoge to uski tedh ke saath hi fayda hasil karoge.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5184
Sahih Bukhari, Vol 6, 5184
Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Aurat Pasli ki haddi se paida huyee hai aur kabhi tujhse seedhi chaal na chalegi phir agar tu us se kaam le to liye ja aur wo tedi ke tedi rahegi aur agar tu usko seedhe karne chala to tod dalega aur uska todna talaq dena hai
Sahih Muslim, 3643
Sahih Muslim, 3643
Sahih Bukhari, Vol 4,3331
-------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhuALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, "The woman is like a rib; if you try to straighten her, she will break. So if you want to get benefit from her, do so while she still has some crookedness.Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 113:
Abu Huraira (ALLAH be pleased with him) reported: Prophet peace be upon him said Woman has been created from a rib and will in no way be straightened for you; so if you wish to benefit by her, benefit by her while crookedness remains in her. And if you attempt to straighten her, you will break her, and breaking her is divorcing her.
Sahih Muslim, Book 8, #3467
Narrated Abu Huraira Radiallahuanhu : ALLAH 's Apostle SallallahuAlaihi Wasallam said, "Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it will remain crooked. So treat women nicely."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 548:
Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai.....
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai.....
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai pasli mein bhi sabse jiyada teda upar ka hissa hota hai agar koi shaksh usey bikul seedhi karna chahye to usey tod kar rahega aur agar usey waisa hi chor de to hamesha tedi hi rah jayegi isliye aurton se achcha suluk karo.
Sahih Bukhari, Vol 4,3331---------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu ALLAH 's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said,
Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it will remain crooked. So treat women nicely.

Hadith: Aurton aur bachchon ko jung mein bhi Qatl karna mana hai
Hadith: Koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithe
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithe
Ibn Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ki unhoney nabee Sallallahu Alaihi Wasallam se suna ki koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithey aur koi aurat us waqt tak safar na kare jab tak uskey saath uska mahram na ho itne mein ek sahabi khade huye aur farmaya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam mainey falah jihad mein apna naam likhwa diya hai aur meri Biwi hajj ke liye ja rahi hai to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tu bhi uske saath hajj ke liye ja.
Sahih Bukhari, Vol 4,3006
------------------------------------------------
Hadith: It is not permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram),Narrated Ibn Abbas: That he heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, It is not permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram), and no lady should travel except with a Muhram (i.e. her husband or a person whom she cannot marry in any case for ever; e.g. her father, brother, etc.)." Then a man got up and said, "O ALLAH's Apostle! I have enlisted in the army for such-and-such Ghazwa and my wife is proceeding for Hajj." ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Go, and perform the Hajj with your wife."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 250:
No comments:
Post a Comment