Al Quran : Aur Allah ek aisee bati ki misaal bayan farmata hai jahan har tarah ka aman tha uski Rozi faragat ke saath har jagah se chali aati thi phir (unhoney) Allah ke ehsaano ki nashukri ki phir Allah ne unke burey kaamon ke sabab se jo wo kiya kartey they , ye maza chakhaya ki un par faqa aur khauff aa gaya.
AL Quran, Surah An Nahl (16), Verse : 112
------------
And Allah puts forward the example of a township that dwelt secure and and well-content its provision coming to it in abundance from every place, but it (its people) denied the Favours of Allah (with ungratefulness). So Allah made it taste extreme of hunger (famine) and fear, because of that (evil ) which they (its people) used to do .
AL Quraan, Surah An Nahl (16), Verse : 112
AL Quran : Hum uske Rasoolo mein se kisi mein kuch farq nahi karte
Bismillahirrahmanirrahim
AL Quran : Hum uske Rasoolo mein se kisi mein kuch farq nahi karte
Hadith: Abu hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki do aadmiyon ne aapas mein gaali galoch ki jinmein se ek musalman tha aur dusra yahudi tha , Mualman ne kaha us RAB ki kasam jisne Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ko sare jahan par barguzida kiya hai , Yahudi ne kaha ki us RAB ki kasam jisne Musa Alaihi salam ko sare jahan par barguzida kiya hai , rawi ne kaha ki musalman yahudi ki baat sunkar khafa ho gaya aur uske munh par ek tamancha maar diya.
Yahudi Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ke pass gaya aur sara waqiya arz kiya , phir Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Musa alaihi salam par mujhko fazilat na do kyunki Qaymata ke din soor phunkte hi sab behosh ho jayenge aur main sabse pahla shaks hunga jisko hosh aayega aur main dekhunga ki Musa alaihi salam Arsh ilahi ka kona thame huye hain mujhe ye nahi malum ki Musa alaihi salam un logo mein they jo behosh huye ya phir mujhse pahle hosh mein aaye ya phir Allah subhanahu ne unko behosh nahi hone diya
Sahih Bukhari, Vol 8, 6517
Al Quran : Rasool (Sallallahu alaihi wasallam) imaan le aaye jo kuch un par unke RAB ki taraf se nazil hua aur momeen bhi. Sab imaan rakhte hain Allah par aur aur uske farishton par aur uski kitabon par aur uske Rasoolo par , ( aur kahte hain ki) hum uske Rasoolo mein se kisi mein kuch farq nahi karte aur kahte hain ki humne suna aur qubul kiya , Eh hamare RAB hum teri bakhshis chahte hain aur teri hi taraf laut kar aana hai
Al Quran, Surah -Al-Baqara (2) Verse 285
Al Quran, Surah -Al-Baqara (2) Verse 285
Hadith: Narrated Abu Huraira Radhi allahu anhu :
Two men, a Muslim and a Jew, abused each other. The Muslim said, "By Him Who gave superiority to Muhammad over all the people." On that, the Jew said, "By Him Who gave superiority to Moses over all the people." The Muslim became furious at that and slapped the Jew in the face. The Jew went to Allah's Messenger (sallallahu alaihi wasallam ) and informed him of what had happened between him and the Muslim.
Allah's Apostle sallallahu alaihi wasallam said, "Don't give me superiority over Moses, for the people will fall unconscious on the Day of Resurrection and I will be the first to gain consciousness, and behold ! Moses will be there holding the side of Allah's Throne. I will not know whether Moses has been among those people who have become unconscious and then has regained consciousness before me, or has been among those exempted by Allah from falling unconscious."
Sahih Bukhari, Vol. 8, Book 76, Hadith 524
Al Quran: The Messenger (Muhammad sallallahu alaihi wasallam ) believes in what has been sent down to him from his Lord, and (so do) the believers. Each one believes in Allah, His Angels, His Books, and His Messengers. (They say), "We make no distinction between one another of His Messengers" - and they say, "We hear, and we obey. (We seek) Your Forgiveness, our Lord, and to You is the return (of all)."Al Quran, Surah -Al-Baqara (2) Verse 285
✦ Al- Quran: Kah do, Beshak Meri Namaz aur Meri Qurbani aur Mera Jeena aur mera marna ALLAH hi ke liye hai
Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al- Quran: Kah do, Beshak Meri Namaz aur Meri Qurbani aur Mera Jeena aur mera marna ALLAH hi ke liye hai jo saare jahan ka paalne wala hai
Surah Al-Anaam (6) verse 162
✦ Al Quran : Kah do , Eh ALLAH baadshahi ke malik jise tu chahta hai sultanat deta hai aur jis se chahta hai sultanat cheen leta hai , jise tu chahta hai ezzat deta hai aur jise tu chahta hai zaleel karta hai sab khubi tere haath mein hai beshak tu har cheez par qadir hai
Tu hi raat ko din mein dakhil karta hai aur din ko raat mein dakhil karta hai aur zinda ko murde se nikalta hai aur murde ko zinda se nikalta hai aur jise tu chahta hai behisab rizq deta hai
Surah Aal-e-imran 26-27
--------------------
✦ Al Quran : Say , Verily my prayer, and my sacrifices, and my living and my dying are all for ALLAH Who is the Lord of all the worlds
Surah Al-Anaam (6) verse 162
✦ Al Quran : Say : O ALLAH! Possessor of the kingdom, You give the kingdom to whom You will, and You take the kingdom from whom You will, and You endue with honour whom You will, and You humiliate whom You will. In Your Hand is the good. Verily, You are Able to do all things.
( Oh ALLAH) You make the night to enter into the day, and You make the day to enter into the night , You bring the living out of the dead, and You bring the dead out of the living. And You give wealth and sustenance to whom You will, without limit (measure or account).
Surah Aal-e-Imran, 26-27
Al Quran : Wo (ALLAH ) jiske haath mein baadshahi hai badi barkat wala hai aur wo har cheez par Qadir hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Wo (ALLAH ) jiske haath mein baadshahi hai badi barkat wala hai aur wo har cheez par Qadir hai Jisney maut aur Zinadagi ko paida kiya taki tumhey aazmaye ke tum mein kiskey kaam achchcey hain
Surah Al Mulk (67), verse 1-2
Surah Al Mulk (67), verse 1-2
---------------------------------------------
Al Quran : Blessed be He in Whose Hand is the dominion; and He is Able to do all things.Who has created death and life that He may test you which of you is best in deed. And He is the All-Mighty, the Oft-Forgiving;
Surah Al Mulk (67), verse 1-2
Hadith: Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat
Al Quran : Ek dusre ke maal Aapas mein na najayaz taur par na khao aur unhe Hakimo (judges) tak na pahuchao taki logon ke maal ka kuch hissa Gunaah se kha jao halanki tum jante bhi ho
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Hadith: Abdullah ibn Amr ibn al As Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ne Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat farmayee hai -
Sunan Abu Dawud, Vol3, 183 -Sahih
------------------------------------------
Al Quran: And eat up not one another's property unjustly , nor give bribery to the rulers (judges) that you may knowingly eat up a part of the property of others sinfully.
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Beshak humne is (Quran) ko Shab--e-Qadr mein nazil kiya hai, Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai, Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishte aur rooh nazeel hote hain, Apne Rab ke hukm se har kaam par, wo subah Roshan hone tak salamati ki raat haiAl Quran: Surah Al-Qadr (97)---------------------Al Quran : We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power, And what will explain to thee what the night of power is? , The Night of Power is better than a thousand months, Therein come down the angels and the Spirit , by Allah’s permission, on every errand, Peace!...This until the rise of morn! Al Quran: Surah Al-Qadr (97)

بے شک ہم نے اس (قرآن) کو شب قدر میں نازل کیا ہے
اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے
شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر
وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے
القرآن سوره القدر (97)
اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے
شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر
وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے
القرآن سوره القدر (97)
Al Quran : Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano
Surah Al-Baqara (2) Verse 183
Al Quran : Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano
Surah Al-Baqara (2) Verse 183
----------------------------------------------
القرآن : اے ایمان والو روزے تم پر فرض کیے گئے ہیں جس طرح تم سے پہلے کے لوگوں پر فرض کیے گئے تھے تاکہ تم پرہیزگار بن جاؤ
سوره البقرہ (٢) ١٨٣
----------------------------------------------
Al Quran : O you who believe! Observing As-Saum (the fasting) is prescribed for you as it was prescribed for those before you, that you may become Al-Muttaqun (Pious)
Surah Al-Baqara (2) Verse 183
Surah Al-Baqara (2) Verse 183
Hadith: ALLAH jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey) logon par aata hai
Hadith: ALLAH jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey) logon par aata hai
Al Quran : tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala hai
Hadith: Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey) logon par aata hai jo us Qaum mein hote hain phir unhe unke Aamal ke mutabiq utahaya jayega
Sahih Bukhari, Vol8, 7108
-----------------------------------------------------------
Narrated Ibn 'Umar Radhi Allahu Anhu ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If ALLAH sends punishment upon a nation then it befalls upon the whole population indiscriminately and then they will be resurrected (and judged) according to their deeds.
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 224
And fear the Fitnah (affliction and trial) which affects not in particular (only) those of you who do wrong (but it may afflict all the good and the bad people), and know that ALLAH is Severe in punishment.
Dua:
اللهم لا تجعل مصيبتنا في ديننا، ولا تجعل الدنيا أكبر همنا، ولا مبلغ علمنا، ولا تسلط علينا من لا يرحمنا
O ALLAH do not impose upon us one who has no mercy for us.
Ya ALLAH aise ( insaan ya farishtey) ko hum par musallat na farma jo hamare haal par raham na karey.
Mafhum-e-Hadith: Kisi ke ghar mein bina ejazat jhaankna bhi mana hai
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Kisi ke ghar mein bina ejazat jhaankna bhi mana hai
Al Quran : Eh Imaan walo apne gharon ke siwa aur kisi ke gharon mein na jaya karo jab tak ki Ejazat na le lo aur Ghar walo ko salam na kar lo ye tumhare liye behtar hai taki tum naseehat hasil karo
Al Quran Surah An-Noor (24) , verse 27
Hadith: Hazrat Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Agar koi shaksh tere ghar mein tumse ejazat liye bagair jhaank raha ho aur tum use kankari (paththar) maro jis se uski aankh phoot jaye to tum par koi saza nahi hai
Sahih Bukhari, Vol8, 6888
--------------------------------------------
Al Quran : O you who believe! Enter not houses other than your own, until you have asked permission and greeted those in them; that is better for you, in order that you may remember.
Al Quran Surah An-Noor (24) , verse 27
Hadith: Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : That he heard prophet Peace be upon him said If someone is peeping (looking secretly) into your house without your permission, and you throw a stone at him and destroy his eyes, there will be no blame on you.
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 26
Al Quran: Aur jo koi kisi Momeen ko Jaan boojh kar ( intentionaly) Qatl kare uski saza Dojakh hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran: Aur jo koi kisi Momeen ko Jaan boojh kar ( intentionaly) Qatl kare uski saza Dojakh hai jismein wo hamesha rahega us par ALLAH ka ghazab aur uski laanat hai aur ALLAH ne uske liye bada Azab tayyar kiya hai
Al Quran Surah An Nisa (4), 93
Hadith: Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mere baad kaafir na ban jana ki tum ek dusre ki garden maarne (yani Qatl karney) lag jao
Sahih Bukhari, Vol 8, 6868
Sahih Bukhari, Vol 8, 6868
Abdullah bin masood Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Musalmaan ko gaali dena fusuq ( bura kaam) hai aur musalman ko Qatl karna kufr hai
Sahih Bukhari, Iman ka Bayan,No. 48
----------------------------------------------------------------
Al Quran: And whoever kills a believer intentionally, his recompense is Hell to abide therein; and the Wrath and the Curse of ALLAH are upon him, and a great punishment is prepared for him.
Al Quran Surah An Nisa (4) :93
Al Quran Surah An Nisa (4) :93
Hadith: Narrated 'Abdullah bin 'Umar Radhi Allahu Anhuma : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "After me do not become disbelievers, by striking (cutting) the necks of one another.
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 7:
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 7:
Narrated 'Abdullah bin masood Radiallahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Abusing a Muslim is Fusuq (an evil doing) and killing him is Kufr (disbelief)."
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 2, No. 47:
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 2, No. 47:
Al Quran : Eh hamare RAB humein apna farmadar bana de aur hamari Aulad mein se bhi ek jamaat ko apna farmabardar bana de
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Eh hamare RAB humein apna farmadar bana de aur hamari Aulad mein se bhi ek jamaat ko apna farmabardar bana de aur humein hamare ibadat ke tareeqe bata de aur hamari tauba Qubul farma beshaq tu bada Tauba Qubul karne wala aur bada rahama karne wala hai
Al Quran , Surah Al-Baqara (2), Verse 128
Al Quran , Surah Al-Baqara (2), Verse 128
Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo main tumhari Dua Qubul karunga.
Al Quran , Surah Ghafir (40), Verse 60
Al Quran , Surah Ghafir (40), Verse 60
------------------------------------------
Al Quran : Our Lord , make us submissive unto You and of our offspring a nation submissive unto You, And show us our rites (ceremonies or services), and accept our repentance. Truly, You are the One Who accepts repentance, the Most Merciful.
Al Quran , Surah Al-baqara (2), Verse 128
Al Quran , Surah Al-baqara (2), Verse 128
And your Lord said: Invoke Me [ask Me] I will respond to your (invocation).
Al Quran , Surah Ghafir (40), Verse 60
Al Quran , Surah Ghafir (40), Verse 60
Hadith : ALLAH subahanhu ne meri ummat ki un galtiyon ko maaf kiya hai jiska sirf Dil mein waswasa guzre
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : ALLAH subahanhu ne meri ummat ki un galtiyon ko maaf kiya hai jiska sirf Dil mein waswasa guzre
قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ النَّاسِ مَلِكِ النَّاسِ إِلَـٰهِ النَّاسِ
مِن شَرِّ الْوَسْوَاسِ الْخَنَّاسِ
الَّذِي يُوَسْوِسُ فِي صُدُورِ النَّاسِ مِنَ الْجِنَّةِ وَالنَّاسِ
Al Quran : Kaho ki Main Logo ke RAB ki panaah mangta hun,
Logon ke Badshah ki, Logon ke Maabud ki
Logon ke Badshah ki, Logon ke Maabud ki
,Us Shaitan ki buraii se jo waswase daal kar chup jata hai ,
jo logon ke Dilon mein waswase daalta hai , Jinnat mein se ho ya Insaano mein se
AL Quran: Surah An-Nas (114)
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH subahanhu ne meri ummat ki un galtiyon ko maaf kiya hai jiska sirf Dil mein waswasa guzre ya Dil mein uske karne ki khwahish paida ho magar uske mutabiq na amal kiya ho aur na baat ki ho
Sahih Bukhari, Vol 8, 6664

------------------------------------------------
English Translation:
Say: I seek refuge with (ALLAH) the Lord of mankind,
The King (or Ruler) of Mankind, The ALLAH (for judge) of Mankind,
The King (or Ruler) of Mankind, The ALLAH (for judge) of Mankind,
From the mischief of the Whisperer (of Evil), who withdraws (after his whisper)
(The same) who whispers into the hearts of Mankind, Among Jinns and among men.
AL Quran: Surah An-Nas (114)Narrated Abu Huraira: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "ALLAHforgives whispers in the hearts of my followers, unless the put it to action or utter it."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 78, No 657

Hadith: Wo Qayamat ke din ALLAH se is haal mein milega ki ALLAH us par Ghzabnaak hoga
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Wo Qayamat ke din ALLAH se is haal mein milega ki ALLAH us par Ghzabnaak hoga
Abdullah bin Masood Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne jhooti Qasam is maqsad se khayee ki iske zariye Najayaz tareeqe se kisi Musalman ka maal hasil kare to wo Qayamat ke din ALLAH se is haal mein milega ki ALLAH us par Ghzabnaak hoga , phir ALLAH Subhanahu in iski tasdeeq Quran mein nazil farmayee. (Surah Aal-e-Imran, Verse 77) Beshak jo log ALLAH ke ahad aur apni Qasmon ( ko bech dete hain aur us) ke badle thodi see qeemat hasil karte hain……
Sahih Bukhari, Vol 8, 6659
Al Quran : Beshaq jo log ALLAH ke ahad aur apni Qasmon ( ko bech dete hain aur us) ke badle thodi see qeemat hasil karte hain , aakhirat mein unka koi hissa nahi hoga aur ALLAH subhanahu unse kalam bhi nahi karega
aur Qayamat ke din uski taraf dekhega bhi nahi , aur na unhe paak karega , unke liye Dardnak azab hai
Al Quran , Surah Aal-e-Imran ( 3) , verse 77

-------------------------------------------------------
English Translation:
Narrated 'Abdullah Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Whoever swears falsely in order to grab the property of a Muslim, ALLAH will be angry with him when he meets Him. ALLAH then revealed in confirmation of the above statement(Surah Aal-e-Imran, Verse 77) Verily, those who purchase a small gain at the cost of ALLAH's Covenant and their oaths..

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 78, # 653
Al Quran : Verily, those who purchase a small gain at the cost of ALLAH's Covenant and their oaths, they shall have no portion in the Hereafter (Paradise). Neither will ALLAH speak to them, nor look at them on the Day of Resurrection, nor will He purify them, and they shall have a painful torment.Al Quran , Surah Aal-e-Imran ( 3) , verse 77

Al Quran: Qasam ko puri karna ya kaffara Ada karna jaruri hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran: Qasam ko puri karna ya kaffara Ada karna jaruri hai
( Its compulsary to fulfill your Oath or to provide expiation )
( Its compulsary to fulfill your Oath or to provide expiation )
ALLAH Subahanhu tumhari be irada kasmo par tumhe naki pakadta hai lekin un kasmo par pakadta hai jinhe tum pukhta (mazbut ) kar dete ho , uska kaffara 10 Mohtajon ko awsat darje ka khana khilana hai jo tum apne ghar walo ko khilate ho ya 10 miskino ko kapde dena ya Ek Ghulam Aazd karna phir jo shaksh ye na kar paye to wo 3 din ke roze rakhe ye tumhari kasmo ka kaffara hai jab tum Qasam kha lo ( aur use tod do) aur tumhe chahiye ki apni kasmo ki hifazat karo , ALLAH Subhanahu isi tarah tumhare liye hukm bayan karta hai taki tum Shukar karo
AL Quran, Surah Al Maeda (5), Verse 89
Hazrat Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Abu Bakr Radhi Allahu Anhu kabhi bhi apbi Qasam nahi todte the yahan tak ki ALLAH Subhanahu ne Qasam ke kaffare ki aayat nazil ki, us waqt unhone kaha ki ab agar main koi Qasam kahauunga aur uske siwa koi cheez bhlaii ki hogi to main wohi kaam karunga jsimein bhalaii hogi aur Qasam ka kuffra ada kar dunga
Sahih Bukhari, Vol 8, 6621

Hazrat Abdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki agar kisi ko Qasam khani ho to ALLAH ki hi Qasam khaye warna khamosh rahey.
Sahih Bukhari, Vol4, 2679
-------------------------------------------------
-------------------------------------------------
English Translation:
ALLAH will not punish you for what is unintentional in your oaths, but He will punish you for your deliberate oaths; for its expiation feed ten Masakin (poor persons), on a scale of the average of that with which you feed your own families, or clothe them or manumit a slave. But whosoever cannot afford (that), then he should fast for three days. That is the expiation for the oaths when you have sworn . And protect your oaths (i.e. do not swear much) . Thus ALLAH make clear to you His Ayat (proofs, evidence, verses, lessons, signs, revelations, etc.) that you may be grateful.
AL Quran, Surah Al Maeda (5), Verse 89
AL Quran, Surah Al Maeda (5), Verse 89
Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: Abu Bakr As-Siddiq had never broken his oaths till ALLAH revealed the expiation for the oaths. Then he said, "If I take an oath to do something and later on I find something else better than the first one, then I do what is better and make expiation for my oath."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 78, Number 618:
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 78, Number 618:
Narrated Abdullah Radiallahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Whoever has to take an oath should swear by ALLAH or remain silent."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 48, No. 844:
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 48, No. 844:
Hadith: Nazar (Mannat) ka kaffara wahi hai jo Qasam ka kaffara hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Nazar (Mannat) ka kaffara wahi hai jo Qasam ka kaffara hai
Uqba. b. Amir Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nazar (Mannat) ka kaffara wahi hai jo Qasam ka kaffara hai
Sahih Muslim, Vol4, 4253
Sahih Muslim, Vol4, 4253
Qasam or Nazar ( mannat) puri na karne par kafffara:
Al Quran : ALLAH Subahanhu tumhari be irada kasmo par tumhe naki pakadta hai lekin un kasmo par pakadta hai jinhe tum pukhta (mazbut ) kar dete ho , uska kaffara 10 Mohtajon ko awsat darje ka khana khilana hai jo tum apne ghar walo ko khilate ho ya 10 miskino ko kapde dena ya Ek Ghulam Aazd karna phir jo shaksh ye na kar paye to wo 3 din ke roze rakhe ye tumhari kasmo ka kaffara hai jab tum Qasam kha lo ( aur use tod do) aur tumhe chahiye ki apni kasmo ki hifazat karo , ALLAH Subhanahu isi tarah tumhare liye hukm bayan karta hai taki tum Shukar karo
AL Quran, Surah Al Maeda (5), Verse 89
Explanation: Agar kisi ne koi aisee Nazar ( ya mannat) maan li jo puri nahi kar sakta to use kaffara dena padega , aur uska kaffara wahi hai ko Qasam ka kaffara hai
----------------------------------------------
English Translation:
Uqba. b. Amir reported ALLAH's Messenger (may peace be upon him) as saying: The expiation of the (breach of) a vow is the same as that of the (breach of an oath).
Sahih Muslim, Book 014, 4243
Expiation of the (breach of) a vow or Oath:
Al Quran : ALLAH will not punish you for what is unintentional in your oaths, but He will punish you for your deliberate oaths; for its expiation feed ten Masakin (poor persons), on a scale of the average of that with which you feed your own families, or clothe them or manumit a slave. But whosoever cannot afford (that), then he should fast for three days. That is the expiation for the oaths when you have sworn . And protect your oaths (i.e. do not swear much) . Thus ALLAH make clear to you His Ayat (proofs, evidence, verses, lessons, signs, revelations, etc.) that you may be grateful.
AL Quran, Surah Al Maeda (5), Verse 89
Explanation: If anybody has taken a vow and he is unable to fulfill it then he has to give expiation and expiation of Vow is the same of expiation of Oath.
Al Quran : To Apne RAB ki hamd ke saath tasbeeh kijiye aur us se maafi maagiye be shak wo bada tauba Qubul karne wala hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : To Apne RAB ki hamd ke saath tasbeeh kijiye aur us se maafi maagiye be shak wo bada tauba Qubul karne wala hai
Al Quran , Surah An-Nasr (110), # 3
---------------------------------------------
Al Quran : ALLAH subhanahu tauba karne walon se Muhabbat karta hai
Al Quran, Surah Al-Baqara (2), # 222
---------------------------------------------
Hadith: Abu HurairaRadi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya tum mein se jab koi tauba karta hai to Allah Subhanahu us sey itna ziyada khush hota hai jitna koi tum mein se apna ghuma hua janwar (camel) paane se khush hota hai.
Sahih Muslim ,Vol6, 6953
---------------------------------------------
Hadith: Ibn Umar Radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Eh logo Allah subahanhu se tauba karo, main din mein 100 martaba Allah subhanahu se tauba karta hu
Sahih Muslim, Vol 6,6859
-----------------------------------------------------------------
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْْقَيُّومُ وَ أَتُوبُ إِلَيْهِ
Astaghfirullah Al-ladhi la ilaha illa Huw al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
---------------------------------------
English Translation:
Al Quran : So glorify the Praises of your Lord, and ask His Forgiveness. Indeed, He is ever Accepting of repentance.
Al Quran , Surah An-Nasr (110), # 3
---------------------------------------------
AL Quran : ALLAH loves those who turn unto Him in repentance and loves those who purify themselves
Surah Al-Baqara (2), # 222
---------------------------------------------
Hadith: Narrated by Ibn Umar stated Radi allahu anhuma that Allah's Messenger sallallahu alaihi wasallam said O people, seek repentance from Allah. Verily, I seek repentance from Him a hundred times a day.
Sahih Muslim, Book 35, 6523
---------------------------------------------
Hadith: Abu Huraira Radi allahu anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: Allah is more pleased with the repentance of His servant when he turns penitently towards Him than one of you would be on finding the lost camel.
Al Quran : Beshak Allah ki yaad se hi dilo ko sukun milta hai
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Beshak Allah ki yaad se hi dilo ko sukun milta hai
Surah Ar-Rad (13) , Verse 28
----------------------------
Aur Allah ko bahut yaad karne waley mardo aur mahut yaad karne wali aurton ke liye (Allah ne) bakhshis aur bada Ajar tayyar kar rakha hai hai
Al Quran : Surah Al Ahzab (33) : Verse 35
----------------------------
Hadith: Hazrat Abdullah ibn umar Radi allahu anhuma se rivayat hai Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob aur ba-azmat nahi jitna wo amal hai jo in das dino ( yani Dhil Hija ke pahle 10 din ) mein kiya jaye , isliye tum in das dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) padha karo
Masnad Ahmad, Vol 7 Hadith: 224
-----------------------------------------------------------
Let's recite some azkar
سبحان الله الحمد لله الله اكبر
Allahu Akbar... .Alhamdulillah.....SubhanAllah
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
La illaha ilAllahu, waHdahu la shareeka lahu, lahul Mulku, wa lahul Hamdu, wa Huwa ala kulli shaiy'in Qadeer ....
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبَّاً وَبِالْإِسْلَامِ دِينَاً وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيَّاً
Radaitu billahi Rabba , wa bilislami deena , wa bi muhammadin (Sallallahu Alaihi Wasallam) Nabiyya
(Main Allah ko apna RAB hone aur Islam ko apna Deen hone aur Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ko apna Nabee hone par razi hu)
اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ
Allahumma salli ala muhammad wa ala aali muhammed
-----------------------------------------------------------
English Translation:
And the men and the women who remember Allah much with their hearts and tongues Allah has prepared for them forgiveness and a great reward
Al Quran : Surah Al Ahzab (33) : Verse 35
verily, in the remembrance of Allah do hearts find rest .
Al Quran , Surah Ar-Rad (13) , Verse 28
----------------------------
Hadith: Abdullaah ibn Umar (may Allaah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There are no days that are greater before Allah or in which good deeds are more beloved to Him, than these ten days, so recite a great deal of Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) during them.”
Masnad Ahmad, Vol 7 Hadith: 224
No comments:
Post a Comment