Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai
BismillahirRahmanirRahim
✦ Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai
-----------------------
✦ Ibn Abbas radi allahu anhuma ne farmaya ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasalllam jab Hajj-e-vida se wapas huye to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne umm sinan ansariya aurat se farmaya ki tum Hajj karne (kyun) nahi gayee ? usne kaha ki falaah ke walid yani mere khawind (husband) ke pass do oont (camel) pani pilane ke liye they ek par to wo khud Hajj ko chale gaye aur dusra hamari zameen sairab karta hai is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Ramzan mein Umrah kar lena kyunki ye mere saath hajj karne ke barabar hai.
Sahih Bukhari, Vol3, 1863
✦ Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se ek shaksh ne pucha ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath hajj karne ke barabar (sawab mein) dusri Ibadat kaunsi hai ?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Ramzan mein Umrah karna mere saath hajj karne ke barabar hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 222 -Sahih
--------------------------------------
✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम जब हज्ज ए विदा से वापस हुए तो आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने उम्म सिनान अन्सारिया खातून से फ़रमाया की तुम हज करने (क्यूँ) नहीं गयी ? उसने कहा की फलाह के वालिद यानि मेरे खाविंद (शोहर) के पास दो ऊँट पानी पिलाने के लिए थे एक पर तो वो खुद हज को चले गए और दूसरा हमारी ज़मीन सैराब करता है इस पर आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में उमरा कर लेना क्यूंकि ये मेरे साथ हज करने के बराबर है
सही बुखारी , जिल्द 3 , हदीस 1863
✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से एक शख्स ने पूछा की आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के साथ हज करने के बराबर (सवाब में) दूसरी इबादत कौनसी है ?
आप अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में उमरा करना मेरे साथ हज करने के बराबर है
सुनन अबू दावूद , जिल्द 1 , हदीस 222 -सही
--------------------------------------
English Translation:
✦ Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : When the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam returned after performing his Hajj, he Sallallahu Alaihi Wasallam asked Um Sinan Al-Ansari, "What did forbid you to perform Hajj?" She replied, "Father of so-and-so (i.e. her husband) had two camels and he performed Hajj on one of them, and the second is used for the irrigation of our land." The Prophet said (to her), "Perform umra in the month of Ramadan, as it is equivalent to Hajj with me (in reward)."
Sahih Bukhari, Book #29, Hadith #86
✦ Narrated Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : A person asked to the Apostele of Allah peace be upon him What is that action which is equivalent to performing hajj with you? The Apostle of Allah peace be upon him said: Umrah during Ramadan is equivalent to performing hajj along with me.
Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai
BismillahirRahmanirRahim
✦ Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai
✦ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فَإِنَّ عُمْرَةً فِي رَمَضَانَ تَقْضِي حَجَّةً مَعِي ✦
✦
Ibn Abbas radi allahu anhuma ne farmaya ki Rasool-Allah Sallallahu
Alaihi wasalllam jab Hajj-e-vida se wapas huye to Aap Sallallahu Alaihi
wasallam ne umm sinan ansariya aurat se farmaya ki tum Hajj karne (kyun)
nahi gayee ? usne kaha ki falaah ke walid yani mere khawind (husband)
ke pass do oont (camel) pani pilane ke liye they ek par to wo khud Hajj
ko chale gaye aur dusra hamari zameen sairab karta hai is par Aap
Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Ramzan mein Umrah kar lena
kyunki ye mere saath hajj karne ke barabar hai.
Sahih Bukhari, Vol3, 1863
-----------------------------
✦
Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam se ek shaksh ne pucha ki Aap Sallallahu
Alaihi Wasallam ke saath hajj karne ke barabar (sawab mein) dusri Ibadat
kaunsi hai ?Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Ramzan mein
Umrah karna mere saath hajj karne ke barabar hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 222 -Sahih
-----------------------------
ابن
عباس رضی اللہ عنہما نے فرمایا کہ جب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم حجۃ
الوداع سے واپس ہوئے تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ام سنان انصاریہ عورت رضی
اللہ عنہا سے دریافت فرمایا کہ تو حج کرنے نہیں گئی ؟ انہوں نے عرض کی کہ
فلاں کے باپ یعنی میرے خاوند کے پاس دو اونٹ پانی پلانے کے تھے ایک پر تو
خود حج کو چلے گئے اور دوسرا ہماری زمین سیراب کرتا ہے ۔ آپ صلی اللہ علیہ
وسلم نے اس پر فرمایا کہ رمضان میں عمرہ کرنا میرے ساتھ حج کرنے کے برابر
ہے
صحیح بخاری جلد ٣ حدیث ١٨٦٣
عبداللہ اِبْن عباس رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے اک شخش نے پوچھا کی آپ صلی اللہ علیہ وسلم كے ساتھ حج کرنے كے برابر ( ثواب میں ) دوسری عبادت کونسی ہے ؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کی رمضان میں عمرہ کرنا میرے ساتھ حج کرنے كے برابر ہے
سنن ابو داوود جلد ١ صحیح ٢٢٢
--------------------------------------
✦
इब्न अब्बास रदी अल्लाहु अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु
अलैहि वसल्लम जब हज्ज ए विदा से वापस हुए तो आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम
ने उम्म सिनान अन्सारिया खातून से फ़रमाया की तुम हज करने (क्यूँ) नहीं गयी
? उसने कहा की फलाह के वालिद यानि मेरे खाविंद (शोहर) के पास दो ऊँट पानी
पिलाने के लिए थे एक पर तो वो खुद हज को चले गए और दूसरा हमारी ज़मीन सैराब
करता है इस पर आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में उमरा कर
लेना क्यूंकि ये मेरे साथ हज करने के बराबर है
सही बुखारी , जिल्द 3 , हदीस 1863
✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से एक शख्स ने पूछा की आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के साथ हज करने के बराबर (सवाब में) दूसरी इबादत कौनसी है ?
आप अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में उमरा करना मेरे साथ हज करने के बराबर है
सुनन अबू दावूद , जिल्द 1 , हदीस 222 -सही
--------------------------------------
English Translation:
✦
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : When the Prophet Sallallahu
Alaihi Wasallam returned after performing his Hajj, he Sallallahu Alaihi
Wasallam asked Um Sinan Al-Ansari, "What did forbid you to perform
Hajj?" She replied, "Father of so-and-so (i.e. her husband) had two
camels and he performed Hajj on one of them, and the second is used for
the irrigation of our land." The Prophet said (to her), "Perform umra in
the month of Ramadan, as it is equivalent to Hajj with me (in reward)."
Sahih Bukhari, Book #29, Hadith #86
✦ Narrated Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : A person asked to the Apostele of Allah peace be upon him What is that action which is equivalent to performing hajj with you? The Apostle of Allah peace be upon him said: Umrah during Ramadan is equivalent to performing hajj along with me.
Sunan Abu Dawud, Book #10, 1985 -Sahih
Hadith: Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai
Usaid bin Zuhair Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Masjid Quba mein ek namaz (ada karna) umrah ke barabar hai
Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1411-Hasan
Sahl bin Hunaif radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo apne ghar mein paak hokar Masjid Quba mein aakar namaz ada kare usko umrah karne ke barabar ajar milega
Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1412-Hasan
Abu Umamah bin Sahl bin Hunaif Radi Allahu Anhuma kahte hain ki mere walid ne kaha ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh apne ghar se bahar nikal kar masjid Quba mein aaye aur wahan namaz ada kare to usko ek umrah ka sawab milega
Sunan Nasaii, Vol. 1, 702-Hasan
--------------------------------------------------
English Translation:
Usaid bin Zuhair Ansari said that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said One prayer in the Quba Masjid is like Umrah.
Sunan ibn Majah, Vol. 1, Book 5, 1411-Hasan
Sahl bin Hunaif radi allahu anhu said The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Whoever purifies himself in his house, then comes to the Quba Masjid and offers one prayer therein, will have a reward like that for Umrah.
Sunan ibn Majah, Vol. 1, Book 5, 1412-Hasan
Abu Umamah bin Sahl bin Hunaif said My father said: The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: 'Whoever goes out to his Masjid - the Masjid of Quba' and prays therein, that will be equivalent to Umrah.
Sunan Nasaii, Vol. 1, Book 8, 700-Hasan
Hadith: Ek umrah dusre umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: HAJJ mabrur ka jannat ke siwa koi sila nahi hai
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAJJ mabrur ka jannat ke siwa koi sila nahi hai aur ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
Sunan Nasaii, Vol 2, 533 – Sahih
----------------------------------------
It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said: "The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said
Hajj al-Mabrur brings no reward other than Paradise, and from one 'Umrah to another is expiation for what came in between.
Sunan Nasaii , Book 24, #2623-Sahih
Hadith: Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain Ghazi , Hajj karne wala aur umrah karne wala
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain Ghazi , Hajj karne wala aur umrah karne wala
Hadith: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain
Ghazi ( Allah ki raah mein ladney wala), Hajj karne wala aur umrah karne wala
Sunan Nasaii, Vol 2, 536 – Sahih
It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam: The guests of Allah are three: The ghazi, the Haaj
(The one who go to perform Hajj) and the Mutamir ( The one who go to perform Umrah )
Sunan Nasaii , Vol. 3, Book 24, #2620-Sahih
Hadith: yahan ( makka mein ) koi giri huyee cheej nahi uthayee jaye siwaye us shaksh ke jo Elaan kare
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: yahan ( makka mein ) koi giri huyee cheej nahi uthayee jaye siwaye us shaksh ke jo Elaan kare
--------------------------------------------------
Ibn
Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam ne fatey makka par farmaya ki Allah subhanahu ne is
shahar makka ko hurmat wala (ezzat wala) banaya hai isliye iskey kaante
tak bhi na kaante jaye aur shikar ka peecha bhi nahi kiya jaye aur
koi giri huyee cheej bhi nahi uthayee jaye siwaye us shaksh ke jo Elaan
kare ( aur us cheej ko uskey maalik tak pahuncha de)
Sahih Bukhari, Vol2 , 1587
--------------------------------------------------
Narrated
Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma : On the Day of the Conquest of Mecca,
Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, Allah has made this
town a sanctuary. Its thorny bushes should not be cut, its game should
not be chased, and its fallen things should not be picked up except by
one who would announce it publicly.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 657:
Mafhum-e-Hadith : Hajj aur umrah ke tawaf mein 7 chakakaron mein se pahley 3 chakkaron mein Ramal karna sunnat hai
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith : Hajj aur umrah ke tawaf mein 7 chakakaron mein se pahley 3 chakkaron mein Ramal karna sunnat hai
------------------------------------------------------------
Salim
Radi Allahu Anhu aoney walid se rivayat kartey hai ki Jab Aap
Sallallahu Alaihi Wasallam Makka tasreef laate to pahle tawaf shuru
karte waqt hajar-e-Aswad ko Bosa detey aur 7 chakakaron mein se pahle 3
chakkaron mein Ramal karte they ( yani tez tez chalte)
Sahih Bukhari, Vol2, 1603
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne pahley teen chakakaron mein ramal kiya aur baki chaar chakkaron mein hasb-e-mamul ( yani normal) chale , Hajj aur Umrah dono mein
Sahih Bukhari, Vol2, 1604
------------------------------------------------------------
Narrated Salim Radi Allahu Anhu that his father said:I saw Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam arriving at Mecca; he kissed the Black Stone Corner first while doing Tawaf and did ramal ( walking fast) in the first three rounds of the seven rounds (of Tawaf).
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 673:
Narrated Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam did Ramal ( walking fast) in (first) three rounds (of Tawaf), and walked (normally) in the remaining four, in Hajj and Umra.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 674:
Al Quran : Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai ( whosoever enters ( makka) it, he attains security)
Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai
( whosoever enters ( makka) it, he attains security)
Beshaq logon ke wastey jo sabse pahla ghar muqarrar huwa wo yahi hai jo makka mein barkat wala hai aur jahan ke logon ke liye rahnuma hai
Ismein
Zahir nishaniyah hain , Muqam-e-Ibrahim hai, aur jo usmein dakhil ho
jaye wo aman wala ho jaata hai aur logon par is ghar ka HAJJ karna Allah
ka haq hai jo shaksh us tak pahunchney ki taqat rakhta ho, aur jo
inkaar karey to phir Allah jahan walon se be parwah hai
Al Quran, Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97
------------------------------------------
Verily, the first House (of worship) appointed for mankind was that at Bakkah (Makkah), full of blessing, and a guidance for Al-'Alamin (mankind and jinn).
In it are manifest signs (for example), the Maqam (place) of Ibrahim (Abraham); whosoever enters it, he attains security. And Hajj (pilgrimage to Makkah) to the House (Ka'bah ) is a duty that mankind owes to Allah, those who can afford the expenses (for one's conveyance, provision and residence); and whoever disbelieves [i.e. denies Hajj (pilgrimage to Makkah), then he is a disbeliever of Allah], then Allah stands not in need of any of the 'Alamin (mankind, jinn and all that exists) .
Al Quran, Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97
Mafhum-e-Hadith: Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Main khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa
Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Hajar-e-Aswad ke pass aaye aur usey Bosa diya aur farmaya ki main khub janta hu tu ek paththar hai , na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa, Agar Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko tujhe Bosa detey huye ( chumtey huye) na dekhta to main tujhe kabhi Bosa na deta
Sahih Bukhari, Vol2, 1597
---------------------------------------------------------------------
Narrated
Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu : Umar Radi Allahu Anhu came near the
Black Stone (Hajr-e-Aswad) and kissed it and said No doubt, I know that
you are a stone and can neither benefit anyone nor harm anyone. Had I
not seen Allah's Apostle Peace be upon him kissing you I would not have
kissed you.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 667
Hadith: Masjid Al-haram mein ek namaz dusri masajido ki lakho namazo se afzal hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Masjid Al-haram mein ek namaz dusri masajido ki ek lakh namazo se afzal hai
Jaber Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai aur Masjid Al-haram mein ek namaz dusri masajido ki ek lakh namazo se afzal hai
Sunan Ibn Majah- Vol. 1, Book 5, 1406-Sahih
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke alawa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1405-Sahih
English Translation:
jaber
Radi Allahu Anhu narrated that The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
said One prayer in my Masjid is better than one thousand prayers
elsewhere, except the Sacred masjid ( Masjid Al haram) , and one prayer
in the Sacred masjid ( Masjid Al haram) is better than one hundred
thousand prayers elsewhere.”
Sunan Ibn Majah- Vol. 1, Book 5, 1406-Sahih
Ibn Umar Radi Allahu Anhu narrated that The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said One prayer in this Masjid of mine is better than one thousand prayers in any other Masajid except the Masjid-Al-Haram
Sunan Ibn Majah- Vol. 1, Book 5, 1405-Sahih
Hadith: meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri masjid mein ek namaz masjid-Al-haram ke siwa baqi masajido ki hazar namazo se afzal hai
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1405-Sahih
Ibn Umar Radi Allahu Anhu narrated that The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said
One prayer in this Masjid of mine is better than one thousand prayers in any other Masajid except the Masjid-Al-Haram
Sunan Ibn Majah- Vol. 1, Book 5, 1405-Sahih
Hadith: Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain Ghazi , Hajj karney wala aur umrah karney wala
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain Ghazi , Hajj karney wala aur umrah karney wala
Hadith: Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah ke mehmaan 3 (tarah ke log) hain
Ghazi ( Allah ki raah mein ladney wala), Hajj karney wala aur umrah karney walaSunan Nasaii, Vol 2, 536 – Sahih
It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam: The guests of Allah are three: The ghazi, the Haaj
(The
one who go to perform Hajj) and the Mutamir ( The one who go to
perform Umrah ) Sunan Nasaii , Vol. 3, Book 24, #2620-Sahih
Hadith: ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya HAJJ mabrur ka jannat ke siwa koi sila nahi hai aur ek umrah dusrey umrah tak hone wale gunaho ka kaffara hai
Sunan Nasaii, Vol 2, 533 – Sahih
English Translation:
It
was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said: "The Prophet
Sallallahu Alaihi Wasallam said Hajj al-Mabrur brings no reward other
than Paradise, and from one 'Umrah to another is expiation for what came
in between.
Sunan Nasaii , Book 24, #2623-Sahih
Hadith: Log kaabey ka Hajj aur Umrah Yajuj majuj ke Aaney ke baad bhi kartey rahnegey
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Log kaabey ka Hajj aur Umrah Yajuj majuj ke Aaney ke baad bhi kartey rahnegey
Abu Said Khudri Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Log kabey ka hajj aur umrah Yajuj majuj ke Aaney ke baad bhi kartey rahnegey. Aur Shuba Radiallahu anhu se rivayat hai ki Qayamat tab tak qayam nahi hogi jab tak baitullah (kabey) ke hajj band na ho jaye :
Sahih Bukhari, Vol 2, 1593
-------------------------------------------
Narrated
Abu Said Al-Khudri: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said The
people will continue performing the hajj and Umra to the Ka'ba even
after the appearance of Gog and Magog.(Yajuj and majuj)
Narrated Shuba Radiallahu anhu : The Hour (Day of Judgment) will not be established till the hajj to the Ka'ba is abandoned.
Sahih Bukhari, Book 26, No.663
Mafhum-e-Hadith: Buzurg logon ki taraf se Hajj or Umrah
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith: Buzurg logon ki taraf se Hajj or Umrah
AbuRazin Radiallahu anhu se rivayat hai ki Banu amir ke ek shaksh ne Kaha , Ya Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam mere walid bahut umar daraz hain wo apney aap na to hajj kar saktey hain na umrah aur na hi wo jabal (mount) par ja saktey hain Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya apney Walid ki taraf se Hajj aur umrah karo
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 46 ( Sahih)
Narrated AbuRazin Radiallahu anhu : A man of Banu Amir said: Oh Apostle of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam , my father is very old, he cannot perform hajj and umrah himself nor can be ride on a mount. He Sallallahu Alaihi wasallam said: Perform hajj and umrah on behalf of your father.
Sunan Abu Dawud, Book #10, Hadith #1806 ( Sahih)
Mafhum-e-Hadith- Hajj or Umrah Talbiyah
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith- Hajj or Umrah Talbiyah
Abdullah bin umar Radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ka labbek pukarna (talbiya parna ) ye tha
LaBbaika Allahumma LaBbaik, Labbaika la sharika Laka Labbaik, Inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmu Lk, La sharika Laka'
( Hazir hu main teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main teri khidmat mein, Hazir hu mein koi sharik nahi tera beshaq sab taarif aur naimat tere liye hi hai aur mulk tera hi hai Aur tera koi sharik nahi)
Sahih Bukhari, Vol2, 1549,
Sahih Muslim, Vol 3, 2811
-----------------------------------------------------------------------
Abdullah
b. 'Umar (Allah be pleased with them) reported that the Talbiya of the
Messenger of Allah (may peace be upon him) was this:
LaBbaika Allahumma LABbaik, LABbaika la sharika Laka LABbaik, Inna-l-hamda wan-ni'mata Laka walmuLk, La sharika Laka
(I
respond to Your call O Allah, I respond to Your call, and I am obedient
to Your orders, You have no partner, I respond to Your call All the
praises and blessings are for You, All the sovereignty is for You, And
You have no partners with you.)
Sahih Bukhari, Vol 2, Book 26, Number 621
Sahih Muslim, Book 007, Number 2667
Mafhum-e-Hadith : Haiz (menstruating woman) aur Nifas wali Aaurtein Hajj ke tamam arkaan ada karey siwaye tawaf-e-kaab ke
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith : Haiz (menstruating woman) aur Nifas wali Aaurtein Hajj ke tamam arkaan ada karey siwaye tawaf-e-kaab ke
Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haiz (menstruating woman) aur Nifas wali Aaurtein jab Meeqat par aaye to ghusal karkey ehraam baandh le, aur Hajj ke tamam arkaan ada karey siwaye tawaf-e-kaaba ke
Sunan Abu Dawud, vol1, 1731
--------------------------------------------------------------------
Narrated
Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhuma : The Prophet (peace_be_upon_him)
said: A menstruating woman and the one who delivered a child should
take a bath, put on ihram and perform all the rites of hajj except
circumambulation of the House (Ka'bah) when they came to the place of
wearing ihram
Sunan Abu Dawud, Book 10, Number 1740:
Hadith- Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga ( Subhanallah) Hadith- Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga ( Subhanallah)
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith- Qayamat ke din Labbaik kahta hua utheyga ( Subhanallah)
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma: A man fell from his Mount and died while he was with the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam at 'Arafat. The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "Wash him with water and Sidr and shroud him in two pieces of cloth and neither perfume him nor cover his head, for he will be resurrected on the Day of Resurrection saying, 'Labbaik'."
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 23, Number 358
--------------------------------------------------------------------
Ibn
Abbas radi allaho anhuma se rivayat hai ki ek shaksh maidan Arafat mein
tha ki apni sawari se gir parha aur mar gaya (ya sawari ne unhey kuchal
diya ) Nabee Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya pani aur beri ke
patton se usey ghusal do aur Do kapdo mein unhey kafan do aur farmaya ki
inhey khushbu na lagao aur na inka sir chupao kyunki ye Qayamat ke din
Labbaik kahta hua utheyga.
Sahih Bukhari, Vol 2, 1265
Hadith: Main tumhey ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karogey to jo log tumse aagey bad chukey hain tum un tak pahunch jaogey
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Main tumhey ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karogey to jo log tumse aagey bad chukey hain tum un tak pahunch jaogey
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu ne farmaya nadar (gareeb) log Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur kaha ki Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahney wali jannat hasil kar chukey halanki jis tarah hum namaz parhtey hain wo bhi parhtey hain aur jaisey hum rozey rakhtey hain wo bhi rakhtey hain lekin maal wa Daulat ki wajah se unhey hum par fowqiyat hasil hai ki uski wajah se wo HAJJ kartey hain Umrah kartey hain Jihad kartey hain aur sadqa dete hain aur hum Mohtaji ki wajah se un kaamo ko nahi kar paatey is par Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki main tumhey ek aisa amal batata hun ki agar tum uski pabandi karogey to jo log tumse aagey bad chukey hain tum un tak pahunch jaogey aur tuharey martabey tak phir koi nahi pahunch sakta aur tum sabse achchey ho jaogey siwa unkey jo yahi amal shuru kar de Har namaz ke baad 33 martaba Tasbeeh ( Subhanallah) aur Tamheed ( Alhamdulillah) aur Takbeer ( Allahu Akbar) kaha karo phir hum main Ikhtilaf ho gaya kisi ne kaha ki hum tasbeeh 33 martaba , tamheed 33 martaba aur takbeer 34 martaba kahey . Mainey is par Aap Sallallaho Alaihey wasallam se dobara malum kiya to Aap Sallallaho Alaihey wasallam ne farmaya Subhanallah aur Alhamdulillah aur Allahu akbar kaho taki har ek unmein se 33 martaba ho jaye .
Sahih Bukhari, Vol 2, #843
-----------------------------------------------------------------------------
Narrated
Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Some poor people came to the Prophet
Peace be upon him and said, The wealthy people will get higher grades
and will have permanent enjoyment and they pray like us and fast as we
do. They have more money by which they perform the hajj, and 'Umra;
fight and struggle in Allah's Cause and give in charity. The Prophet
Peace be upon him said, Shall I not tell you a thing upon which if you
acted you would catch up with those who have surpassed you? Nobody would
overtake you and you would be better than the people amongst whom you
live except those who would do the same. Say Subhanallah, Alhamdulillah
and Allahu Akbar thirty three times each after every (compulsory)
prayer. We differed and some of us said that we should say, Subhanallah
thirty times and Alhamdulillah thirty times and Allahu Akbar thirty four
times. I went to the Prophet Peace be upon him who said, Say,
Subhanallah and Alhamdulillah and Allahu Akbar all together for 33
times.
Sahih Bukhari, Book 12, Hadith 804
Mafhum-e- Hadith: Pahley Apna Hajj ada karo phir dusron ki taraf se Hajj karo
Bismillah irrahman nirrahim
Mafhum-e- Hadith: Pahley Apna Hajj ada karo phir dusron ki taraf se Hajj karo
AbuRazin Radiallahu anhu se rivayat hai ki Banu amir ke ek shaksh ne Kaha , Ya Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam mere walid bahut umar daraz hain wo apney aap na to hajj kar saktey hain na umrah aur na hi wo jabal (mount) par ja saktey hain Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ap
ney Walid ki taraf se Hajj aur umrah karo
Sunan Abu Dawud, Vol2, 46
Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek shaksh ko kahtey huye suna ki Labbayka An Shubrumah Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne pucha ki Shubrumah kaun hai usney kaha hai wo mer bhai (ya rishteydar) hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne us sey pucha kit u apna hajj kar chuka hai usney kaha nahi to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya pahley tu apna Hajj ada kar uskey baad Shubrumah ki taraf se hajj karna
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 47
------------------------------------------------------
Narrated
AbuRazin Radiallahu anhu : A man of Banu Amir said: Oh Apostle of Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam , my father is very old, he cannot perform
hajj and umrah himself nor can be ride on a mount. He Sallallahu Alaihi
wasallam said: Perform hajj and umrah on behalf of your father.
Sunan Abu Dawud, Book 10, Hadith #1806
Narrated Abdullah ibn Abbas: The Prophet (peace_be_upon_him) heard a man say: Labbayk (always ready to obey) on behalf of Shubrumah. He Sallallahu Alaihi Wasallam asked: Who is Shubrumah? He replied: A brother or relative of mine. He Sallallahu Alaihi Wasallam asked: Have you performed hajj on your own behalf? He said: No. He Sallallahu Alaihi Wasallam said: perform hajj on your own behalf, then perform it on behalf of Shubrumah.
Sunan Abu Dawud, Book 10, Number 1807:
No comments:
Post a Comment