Hadith: jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hainBismillahirrahmanirrahimHadith: jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hain -------------------jabr bin abdullah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hain phir jab ek ghadi raat guzar jaye to unhe chhodh do aur darwaze band kar lo aur ALLAH ka naam lo isliye ki shaitan band darwaze nahi khol sakta aur apni mashkon par daat laga do aur ALLAH ka naam lo aur apne bartano ko dhaanp do aur ALLAH ka naam lo agar kuch daaanpne ko na mile to un par kuch bhi aad rakh do aur apne chiragon ko bujha do.
Sahih Bukhari , Vol 6, 5623
-------------------------
Narrated
Jabir bin 'Abdullah Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "When night falls (or when it is evening), stop your
children from going out, for the devils spread out at that time. But
when an hour of the night has passed, release them and close the doors
and mention ALLAH's Name, for Satan does not open a closed door. Tie the
mouth of your water-skin and mention ALLAH's Name; cover your
containers and utensils and mention ALLAH's Name. Cover them even by
placing something across it, and extinguish your lamps. "
Sahih Bukhari, Book 69, Hadith 527
Sahih Bukhari, Book 69, Hadith 527
Hadith:Allah subhanahu us baligh aurat ki Namaz qubul nahi karta jab tak wo Hijab na pahne
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:Allah subhanahu us baligh aurat ki Namaz qubul nahi karta jab tak wo Hijab na pahne
--------------
Aisha
Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya Allah subhanahu us baligh aurat ki Namaz qubul
nahi karta jab tak wo Hijab na pahne
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 638-Sahih
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 638-Sahih
--------------
Narrated Aisha Radi allahu anha The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:
Allah does not accept the prayer of a woman who has reached puberty unless she wears a veil. Sunan Abu Dawud, Book 2, Hadith 641-Sahih
Hadith: Tumhe us luqme par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein rakte ho
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tumhe us luqme par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein rakte ho
Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki main makka mein beemar pad gaya aur maut ke qareeb pahunch gaya , Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam meri ayadat ke liye tashreef laye maine arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam mere paas bahut zyada maal hai aur ek ladki ke siwa uska koi waris nahi to kya main apne maal ka do teehayee hissa sadqa kar du ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahi, to phir maine kaha aadha kar du to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahi , maine arz kiya ki ek teehayee ( 1/3) kar du to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan magar ye ek teehayee bhi bahut hai, agar tum apne bachcho ko maaldar chorho ye is se behtar hai ki tum unhe tangdast ( gareeb) chorh kar jao aur wo logo ke samne haath phailate phirey, aur tum jo kuch bhi (ALLAH ki raah mein) kharch karoge tumhe uska sawab milega yahan tak ki us luqme par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein rakte ho.
Sahih Bukhari,Vol8, 6733

Sad
bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum jo kuch bhi ALLAH ki raah
mein kharch karoge tumhe uska sawab milega yahan tak ki us luqme par bhi
sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein rakte ho.
Sahih Bukhari, Vol 1, 56
-------------------------------------------
English Translation:Narrated Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu : I was stricken by an ailment that led me to the verge of death. The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam came to pay me a visit. I said,
O Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! I have much property and no heir except my single daughter. Shall I give two-thirds of my property in charity?" He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, No, I said, Half of it? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, No, I said, One-third of it? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, You may do so though one-third is also to a much, for it is better for you to leave your off-spring wealthy than to leave them poor, asking others for help. And whatever you spend (for ALLAH's sake) you will be rewarded for it, even for a morsel of food which you may put in the mouth of your wife." Sahih Bukhari,Vol8, Book80, # 725
Narrated Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, You will be rewarded for whatever you spend for ALLAH's sake even if it were a morsel which you put in your wife's mouth.
Sahih Bukhari, Book 2, 53

Hadith: Tum mein se behatreen log wo hain jo apney Gharwalon ke liye behatrenn hain
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon ke liye behatreen hain
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon ke liye behatreen hain aur main tum mein sabse ziyada apney Gharwalon se achcha bartav karney wala huSunan Ibn Majah, Vol 2, 134-Hasan
---------------------------------------------
Narrated By Ibn Abbad Radi allahu Anhu The best of you are those who are best to their families, and I am the best of you to my family.Sunan Ibn Majah, book 9, 1977-Hasan
Hadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai
BismillahirrahmanirrahimHadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai
Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya Abdullah kya muijhe jo khbar mili sahi hai ki tum rozana (Rozana) din mein roza rakhtey ho aur raat bhar ibadat kartey ho, mainey kaha ki haan ya Rasoollallah Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam , to Aapne farmaya ki aisa na karo, Rozey bhi rakho aur bina rozey bhi raho raat mein ibadat bhi karo aur soya bhi karo, kyunki tumharey badan ka bhi tum par haq hai , tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5199

---------------------------------------------------
Narrated
'Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle
SallallahuAlaihi wasallam said, "O 'Abdullah! Have I not been formed
that you fast all the day and stand in prayer all night?" I said, "Yes, O
ALLAH's Apostle!" He said, "Do not do that! Observe the fast sometimes
and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer
at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your
eyes have a right over you and your wife has a right over you."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127
Hadith: Agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhey
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhe
Abu
Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah
SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya agar shohar ghar par mojud hai to
koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhey
Sahih Bukhari, Vol 6, 5192
---------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhu : The Prophet SallallahuAlaihi wasallam said, "A woman should not fast (optional fasts) except with her husband's permission if he is at home (staying with her)."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 120:

Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahoge to tod doge
Abu
Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah
SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Aurat pasli ki tarah hai, agar tum
usko seedha karna chahogey to tod dogey aur agar is se fayda hasil
karna chahoge to uski tedh ke saath hi fayda hasil karoge.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5184
Sahih Bukhari, Vol 6, 5184
Abu
Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu
alaihi wasallam ne farmaya Aurat Pasli ki haddi se paida huyee hai aur
kabhi tujhse seedhi chaal na chalegi phir agar tu us se kaam le to liye
ja aur wo tedi ke tedi rahegi aur agar tu usko seedhe karne chala to
tod dalega aur uska todna talaq dena hai
Sahih Muslim, 3643
Sahih Muslim, 3643
Sahih Bukhari, Vol 4,3331
-------------------------------------------------------------
Narrated
Abu Huraira Radi AllahuAnhuALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam
said, "The woman is like a rib; if you try to straighten her, she will
break. So if you want to get benefit from her, do so while she still has
some crookedness.Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 113:
Abu Huraira (ALLAH be pleased with him) reported: Prophet peace be upon him said Woman has been created from a rib and will in no way be straightened for you; so if you wish to benefit by her, benefit by her while crookedness remains in her. And if you attempt to straighten her, you will break her, and breaking her is divorcing her.
Sahih Muslim, Book 8, #3467
Narrated
Abu Huraira Radiallahuanhu : ALLAH 's Apostle SallallahuAlaihi Wasallam
said, "Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the
most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should
try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it
will remain crooked. So treat women nicely."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 548:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 548:
Hadith: Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai
Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai uske maal ki wajah se , uske khandani sharaf ki wajah se, aur uski khubsurti ki wajah se aur uske Deen ki wajah se , to tum Deendar (religious) aurat se nikaah karke kaamyabi haasil karo aur aisa na karoge to tumhare hathon ko mitti lagegi (yani baad mein tumhe nadamat hogi) Sahih Bukhari, Vol 6, 5090
------------------------------------------ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet SallallahuAlaihi wasallam said, "A woman is married for four things, i.e., her wealth, her family status, her beauty and her religion. So you should marry the religious woman (otherwise) you will be a losers. Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 27:

Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhe
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhe
Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 4
Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhe
Abdullah
ibn Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Naujawano ki jamaat tum mein jisey bhi
Nikah karney ki maali taqat ho usey Nikaah kar Lena chahiye kyunki ye
nazar ko neechi rakhney wala aur Sharamgaah ki hifazat karney wala amal
hai aur jo nikah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey
kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega.
Sahih Bukhari, Vol 6 , 5066
--------------------------------------------------------------Sahih Bukhari, Vol 6 , 5066
Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 4
Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai.....
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai.....
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai pasli mein bhi sabse jiyada teda upar ka hissa hota hai agar koi shaksh usey bikul seedhi karna chahye to usey tod kar rahega aur agar usey waisa hi chor de to hamesha tedi hi rah jayegi isliye aurton se achcha suluk karo.
Sahih Bukhari, Vol 4,3331 ---------------------------------------------
Hadith: Shaitan us waqt phailna shuru karte hain….
Jabir Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raat ka andhera shuru hone par ya raat shuru hone par apne bachchon ko apne paas (ghar mein) rok lo kyunki shaitan usi waqt phailna shuru karte hain phir jab isha ke waqt mein ek ghari guzar jaye to unhe chor do phir ALLAH ka naam lekar apna darwaza band kar lo, aur dusre bartan bhi ALLAH ka naam lekar dhak do.
Sahih Bukhari, Vol 4,3280
Hadith: The devil spread out then…..
Hadith:
Agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke
raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Hadith: jo apni haayeza biwi ( yani haiz ki halat mein) se humbistari karey to wo ek dinar ya aadha dinar sadqa karey.
Al Quran, 2 : 222 ) So the Messenger Allah commanded them to eat and drink with them (menstruatingwomen) and to mix with them in their houses, and to do everything
Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya tumhara haiz tumharey haath mein to nahi hai.
Mafhum-e-Hadith: Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko ghusal karna lazim hai ? - HAAN
<< Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko ghusal karna lazim hai ? - HAAN>>
Mafhum-e-Hadith: ( Ghusal karte waqt ) Aurat ke liye sir ke baalon ko kholna zaruri nahi

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu ALLAH 's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said,
Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it will remain crooked. So treat women nicely.

Jabir Radiallahu anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said,
"When nightfalls, then keep your children close to you, for the devil
spread out then. An hour later you can let them free; and close the
gates of your house (at night), and mention ALLAH's Name thereupon, and
cover your utensils, and mention ALLAH's Name thereupon.
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 54, No. 500:
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 54, No. 500:
Hadith: Farishte us aurat par laanat karte rahte hain
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Farishte us aurat par laanat karte rahte hain
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar kisi mard ne apni biwi ko apne bistar par bulaya lekin usne aane se inkaar kar diya aur mard us par gussa ho kar so gaya to subah tak farishte us aurat par laanat karte rahte hain
Sahih Bukhari, Vol 4,3237
---------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If a husband calls his wife to his bed and she refuses and causes him to sleep in anger, the angels will curse her till morning."
Sahih Bukhari, Book 54, No. 460:
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar kisi mard ne apni biwi ko apne bistar par bulaya lekin usne aane se inkaar kar diya aur mard us par gussa ho kar so gaya to subah tak farishte us aurat par laanat karte rahte hain
Sahih Bukhari, Vol 4,3237
---------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If a husband calls his wife to his bed and she refuses and causes him to sleep in anger, the angels will curse her till morning."
Sahih Bukhari, Book 54, No. 460:
Hadith:
Agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke
raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Sahih Bukhari, Vol 3, 2066Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If a woman gives something (i.e. in charity) from her husband's earnings without his permission, she will get half his reward."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 34, No. 280:
Hadith: Agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar aurat apney Shohar ki kamayee uski ejazat ke bagair bhi ( Allah ke raastey mein) kharch karey to usey Aadha sawab milta hai
Sahih Bukhari, Vol 3, 2066Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If a woman gives something (i.e. in charity) from her husband's earnings without his permission, she will get half his reward."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 34, No. 280:
Hadith: jo apni haayeza biwi ( yani haiz ki halat mein) se humbistari karey to wo ek dinar ya aadha dinar sadqa karey.
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Abdullah
bin Abbas Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya us shaksh ke baarey mein jo apni
haayeza biwi ( yani haiz ki halat mein) se humbistari karey to wo ek
dinar ya aadha dinar sadqa karey.
Sunan Nasaii, Vol 1, 292 ( Sahih)
Sunan Nasaii, Vol 1, 292 ( Sahih)
Anas
Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Yahudiyon mein se jis waqt kisi
khatun ko haiz aata to wo apney saath na usey khilatey aur na ek makan
mein uskey saath rahtey, Sahaba Radi-Allahu-Anhuma ne iskey mutalliq
pucha to is par Allah Subhanahu ne ye aayat nazil farmayee jiska mafhum
hai ki
Aur
Aapsey Haiz ke baarey mein puchtey hain kah dijiye ki wo Najasat
(Napaki) hai isliye Haiz mein aurton se dur raho aur unkey paas na jao (
yani humbistari na karo) yahan tak ki wo paak ho jayain phir jab wo
paak ho jaye to unkey paas jao jahan se Allah ne tumhey hukm diya hai
beshaq Allah Tauba karney walo ko Dost rakhta hai aur bahut paak rahney
walon ko dost rakhta hai - Al Quran 2:222
Phir
Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne Sahaba karam Radi-Allahu-Anhuma se
farmaya ki wo Aurton se Haiz ki halat mein saath khilayein Peelayein aur
ek makan mein saath rahain aur humbistari (intercourse) ke alawa tamam
kaam karain.
Sunan Nasaii, Vol 1, 291 ( Sahih)
---------------------------------------------------
It
was narrated that Anas Radi-Allahu-Anhu said: "When one of their
womenfolk menstruated, the Jewswould not eat or drink with them, nor mix
with them in their houses. They asked the Prophet of Allah Peace be
upon him about that, and Allah Mighty and Sublime revealed
They ask you concerning menstruation.
Say: that is an Adha (a harmful thing for a husband to have a sexual
intercourse with his wife while she is having her menses), therefore
keep away from women during menses and go not unto them till they are
purified. And when they have purified themselves, then go in unto them
as Allah has ordained for you Truly, Allah loves those who turn unto Him
in repentance and loves those who purify themselves
Al Quran, 2 : 222 ) So the Messenger Allah commanded them to eat and drink with them (menstruatingwomen) and to mix with them in their houses, and to do everything
with them except intercourse.
Sunan Nasaii, Vol 1, 289 (Sahih)
Sunan Nasaii, Vol 1, 289 (Sahih)
It
was narrated from Ibn Abbas from the Prophet Peace be upon him
Concerning a man who has had intercourse with his wife while she was
menstruating: "Let him give a Dinar or half a Dinar in charity
Sunan Nasaii, Vol 1, 290 (Sahih)
Sunan Nasaii, Vol 1, 290 (Sahih)
Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya tumhara haiz tumharey haath mein to nahi hai.
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya tumhara haiz tumharey haath mein to nahi hai.
Aayesha
Radi-Allahu-Anha se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya ki Mujhe Masjid mein Chatayee (
boriya, Mat) lakar do to mainey Arz kiya ki Ya Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam main haiz ki halat mein hu , to Aap
Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya tumhara haiz tumharey haath mein
to nahi hai.
Sunan Nasaii , Vol 1, 274 (Sahih)
Sunan Nasaii , Vol 1, 274 (Sahih)
Aayesha
Radi-Allahu-Anha se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ka sir Mubarak hum mein se (yani wives mein
se) kisi ki Godd ( lap) mein hota aur wo khatun ( wife) haiz ki halat
mein hoti aur Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam Quran ki Tilawat bhi
farmatey
Sunan Nasaii , Vol 1, 277 (Sahih)
Sunan Nasaii , Vol 1, 277 (Sahih)
Aayesha
Radi-Allahu-Anha se rivayat hai ki Main Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ke sir Mubarak mein kanghi kiya karti thi
haalanki us waqt mujhe haiz ( period) aa raha hota.
Sunan Nasaii , Vol 1, 280 (Sahih)
Sunan Nasaii , Vol 1, 280 (Sahih)
Tashreeh:
Jahiliyat ke zamaney mein Aurat ko haiz aaney par uska bistar alag kar
diya jata tha usey chua nahi jata tha aur us sey ghar ke bahut se kaam
nahi karwaye jatey they, Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne Apni zawja
se haiz ki halat mein is tarah muamla farma kar un sab baton ko khatam
kar diya.
--------------------------------------------------
It
was narrated that from the Aisha may Allah be pleased with her that
The Messenger Peace be upon him said Give me the mat from the Masjid
She said: I am menstruating. The Messenger of Allah said: "Your menstruation is not in your hand.
Sunan Nasaii , Vol 1, 272 (Sahih)
It
was narrated that from the Aisha may Allah be pleased with her that
The head of the Messenger of Allah would rest in the lap of one of us
when she was menstruating, and he would recite Quran.
Sunan Nasaii , Vol 1, 275, 278 (Sahih)It was narrated that from the Aisha may Allah be pleased with her that I used to comb the Messenger of Allah Peace be upon him when I was menstruating.
Sunan Nasaii , Vol 1, 278 (Sahih)

Explanation: During
the days of pre-Islamic ignorance, women were deemed inferior beings
Especially during her menstrual cycles she was branded untouchable, and
was
distanced from society. Consequently, many women became susceptible to
developing
an inferiority complex. By this Hadith Allah’s Messenger Peace be upon
him put an end to the illtreatment of women. consider, for instance, the
tender consideration he Peace be upon him showed to his menstruating
wife.Mafhum-e-Hadith: janabat ki halat mein wudhu karkey sona chahiye
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith: janabat ki halat mein wudhu karkey sona chahiye
Abdullah
bin umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha gaya ki kya hum logon mein se koi
Janabat ki halat mein so sakta hai to Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam
ne farmaya (HAAN) jis waqt waqt wo wudhu kar le
Sunan Nasaii , Vol 1, 262 ( Sahih)
Abdullah
bin umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Umar Radi-Allahu-Anhu
ne Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki mujhko Raat je
janabat ho jati hai , to Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya tum
Wudhu kar lo aur sharmgaah ko dho lo phir uskey baad so saktey ho
Sunan Nasaii , Vol 1, 263 ( Sahih)
Sunan Nasaii , Vol 1, 263 ( Sahih)
Baab: Paki ka bayan : Agar Janubi shaksh wudhu na karey :
Ali
Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya us ghar mein (rahmat ke) farishtey
dakhil nahi hotey jis ghar mein Kutta , tasweer ya Junubi shaksh ho
Sunan Nasaii , Vol 1, 264 ( Hasan)
--------------------------------------------------------------------------------------------
It was narrated from Abdullh bin Umar that umar may Allah be pleased with him said: O Messenger of Allah Peace be upon him May any one of us sleep while he is Junub?" He Peace be upon him said: (YES) When he performs Wudu.Sunan Nasaii , Vol 1, 260 ( Sahih)
It was narrated that Ibn 'Umar said: "Umar mentioned to the Messenger of Allah Peace be upon him that he became Janub at night, the Messenger of Allah Peace be upon him said 'Perform Wudhu and wash your Private parts then sleep.
Sunan Nasaii , Vol 1, 261 ( Sahih)
Sunan Nasaii , Vol 1, 261 ( Sahih)
Chapter : If A Janub person does not perform Wudhu :
It
was narrated from Ali may Allah be pleased with him said that the
Prophet Peace be upon him said: The angels do not enter a house where
there is an image, a dog or a Junub person. (Hasan)Sunan Nasaii , Vol 1, 262 ( Hasan)
Janub : impure due to sexual intercourse or semen discharge
Janub : impure due to sexual intercourse or semen discharge
Mafhum-e-Hadith: Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko ghusal karna lazim hai ? - HAAN
BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM
<< Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko ghusal karna lazim hai ? - HAAN>>
Umm
salma Radi-Allahu-Anha se rivayat hai ki ek aurat ne arz kiya Ya
Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam Allah subhanahu haq baat kahney
se sharam aur haya mahsus nahi karta.Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to
usko ghusal karna lazim hai ?
Aap
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya HAAN jis waqt aurat
(napaak)paani (sharmgaah par) dekhey ye baat sunkar umm salma ko hansee
aa gayee aur farmaney lagi kya aurat ko bhi ehatlaam hota hai ?
Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-wasallam ne farmaya agar nahi hota to
(bachchey ki)shakal aur surat kis tarah se (waldein ki) mushabah hoti
Sunan Nasaii, Vol 1, 199 (Sahih)
------------------------------------------------------
Narrated Authority of Umm Salamah may ALLAH be pleased with her that
a women said: "Oh messenger of Allah may ALLAH be pleased with him ,
Allah is not shy to tell the truth. Does a woman have to perform Ghusl
if she has a wet dream?" He Peace be upon him said: "Yes, if she sees
water." Umm Salamah laughed and said: "Do women really have wet
dreams?" The Messenger of Allah may ALLAH be pleased with him said how
else would her child resemble her?"
Sunan Nasaii, Vol 1, 197 (Sahih)
Mafhum-e-Hadith: ( Ghusal karte waqt ) Aurat ke liye sir ke baalon ko kholna zaruri nahi
BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM
Mafhum-e-Hadith: ( Ghusal karte waqt ) Aurat ke liye sir ke baalon ko kholna zaruri nahi
Thawban
Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam se Ghusal e janabat ke baarey mein daryaft kiya to Aap
Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Mard ke liye to ye jaruri
hai ki wo Apna sir khol kar ( yani baal khol kar) baalon ko dhoye yahan
tak ki paani Baalon ki jado tak pahunch jaye magar Aurat ke liye
sir ke baalon ko kholna zaruri nahi hai bulki isko chahiye ki wo Dono
Haath se 3 martaba paani sir par Daal le
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 255
----------------------------------------------------------------------------
Narrated
Thawban Radi Allahu Anhu : Shurayh ibn Ubayd said: Jubayr ibn Nufayr
gave me a verdict about the bath because of sexual defilement that
Thawban may ALLAH be pleased with him reported to them that they asked
the Prophet peace be upon him about it. He (the Prophet) replied: As
regards man, he should undo (open) the hair of his head and wash it
until the water should reach the roots of the hair. But there is no harm
if the woman does not undo (open) it (her hair) and pour three
handfuls of water over her head.
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # Book 1, Number 0255
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # Book 1, Number 0255
Hadith: (Madhi nikalney) par sirf wudhu karna kaafi hai (Ghusal farz nahi)
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: (Madhi nikalney) par sirf wudhu karna kaafi hai (Ghusal farz nahi)
Sahl
ibn Hunayf Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Main Madhi (mazi) ke
baar baar nikalne se takleef mein mubtala rahta tha kyunki main aksar
iski wajah se Ghusal kiya karta tha mainey Rasoollallah Sallallhu Alaihi
Wasallam se is barey mein arz kiya Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya (Madhi nikalney) par sirf wudhu karna kaafi hai mainey arz kiya
Ya Rasoollallah allallhu
Alaihi Wasallam agar madhi kapdo par lag jaye to kya karu ? Aapney
farmaya Ek chullu paani lekar us Muqam par chidak do jahan tumhey mehsus
ho madhi lagi hai
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 210
-------------------------------------------------------------------------------
Narrated
Sahl ibn Hunayf may ALLAH be pleased with him : I felt greatly
distressed by the frequent flowing of prostatic fluid (Madhi). For this
reason I used to take a bath very often. I asked the apostle of Allah
peace_be_upon_him about this. He Peace be upon him replied: Ablution
will be sufficient for you because of this. I asked: O Apostle of Allah ,
what should I do if it smears my clothes. He Peace be upon him
replied: It is sufficient if you take a handful of water and sprinkle
it on your clothe when you find it has smeared it.
Sunan Abu Dawud,Book 1, Number 0210
Sunan Abu Dawud,Book 1, Number 0210
------------------------------------------------------------------------------
Explanation:
Other than urine, there are basically three types of discharges that are released from one’s private organs:
Other than urine, there are basically three types of discharges that are released from one’s private organs:
- Wadi (a thick white secretion immediately after uniration by some people)
- Madhi (a sort of slow release of lubricant just prior to a full sexual discharge)
- Mani (a full sexual discharge)
If
only Wadi or Madhi is released, one does not require a ‘ghusl’ or full
bath to purify himself; he must wash his private parts and the part of
his clothes or body where the‘wadi’ or ‘madhi’ has touched, do the wudu,
and he would be available for prayer.
If Mani is released, then it become obligatory to perform a ‘ghusl’ or full bath to purify oneself.Allah knows Best
No comments:
Post a Comment