Rizq main izafa aur barkat ke liy ye amel bohat muhrab aur pur taseer hai. is amel se rizq main izafa ho ga aur gaib se rozi ke asbab paida hon ge. Ye amel ap ko khary ho ker perhna ho ga ager koi shaks ye amel khary ho ker na perh sake ty byth ker be perh sakta hai. tilawat ke liy ap koi be waqat mukarar kar saktay hain laykhin sone se pehlay Esha ke namaz ka waqat behtar hai. Ye amel 3 hafton ka hai. Is doran ap ka maksad pora ho ga.
Amel Nochandi Itwar Sunday ( Chand nazar aane ke 3 tarkih ke bad ju Saturday ke raat ay wo Nochandi Itwar ho ge ) se amel ko shuru karin, Perhne ka waqat aur jagah aik ho. Ager batai gai tadad main fark aa jay tu amel dobara shuru karin. Awal akhir 11 bar Durood Shareef parhain. Ye aik Haftay ka amel howa Itwar se dobar amel is mikdar main parhna hai.
Sunday Itwar ke Din ( 502 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Monday Somwar ke Din ( 556 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Tuesday Mangal ke Din ( 211 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Wednesday Budh ke Din ( 836 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Thursday Jumyrat ke Din ( 1040 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Friday Jumah ke Din ( 1100 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Saturday Hafta ke Din ( 4070 Bar ) Ameen ( 100 Bar )
Wazaif for Rizq (livelihood)
Rizq main izafa aur barkat ke liy ye amel bohat be muhrab aur pur taseer hai. is amel se rizq main barkat ho ge aur gaib se rozi ke asbab paida hon ge. Ye amel Saturday ( Hafta ) se shuru karin aur namaz Esha ke bad makhsoos tadad main perhtay rahin. Perhne ka waqat aur jagah aik ho. Awal akhir 11 bar Durood Shareef parhain.
Saturday Hafta ke Din 818 Bar, Surah Ya-Sin Ayat no 58
Sunday Itwar ke Din 627 Bar, Surah As-Saffat Ayat no 79
Monday Somwar ke Din 500 Bar, Surah As-Saffat Ayat no 109
Tuesday Mangal ke Din 625 Bar, Surah As-Saffat Ayat no 120
Wednesday Budh ke Din 403 Bar, Surah As-Saffat Ayat no 130
Thursday Jumyrat ke Din 662 Bar, Surah As-Saffat Ayat no 181
Friday Juma ke Din 1027 Bar, Surah Al-Qadr Ayat no 05
Husool-e-Barkat ka Wazifa
Ye ayat gar aur karobar main khayr-o-barkat ke liy bohat asar rakhti hain aur jab karaz ada karne ka koi zariya nai ban raha ho tu in ayat ko roz 41 bar tak perhne se karaz ada hone ke asbab paida ho jain ge.
Ju shaks in ayat ko roz fajar ke namaz ke bad perhy ga us ke rizq main izafa ho ga aur gaib se rozi ke asbab paida ho jaib ge. Allah Tallah is shaks ke lit wahan se tozi ke asbad paida karin ge jahan se us ka guman be na ho.
Transliteration: Bismi Allahi arrahmani arraheem. Qulilla_humma ma_likal mulki tu'til mulka man tasya_'u wa tanzi'ul mulka mimman tasya_'(u), wa tu'izzu man tasya_'u wa tuzillu man tasya_'(u),biyadikal khair(u), innaka 'ala_ kulli syai'in qadir(un)(3.26) Tu_lijul laila fin naha_ri wa tu_lijun naha_ra fil laili wa tukhrijul hayya minal mayyiti wa tukhrijul mayyita minal hayyi wa tarzuqu man tasya_'u bi gairi hisa_b(in). (3.27) Bismi Allahi arrahmani arraheem. (Summa anzala alaikum mim ba-adil gamma amanatan nu-a-
Transliteration: sayyagsha Ta-aa- ie eafam minkum wata-aa-iefatun qadh aham matahum anfusuhum yazunnoona billahi gairal Haq-que zannal jahiliyati * yaqooloona hallana minal amri min shaiyin * qul innal amra kullahu lillahi * yukhfoona fee anfusikum maalaayubdoonalaka * yaqooloona lawkaana lana minal amri shai ummaa qutilna * qul law Kuntum fee boyootikum labarazal lazeena kutiba alaihimul qatlo ila madhajieihim(j) wa liyabtalayellaho maafi sudurikum wa liyumahhesa maafi quloobikum *
Transliteration: walla_hu'alimum biza_tis sudu_r(i). (3.154) Bismi Allahi arrahmani arraheem. Inna rabbakumul lazi khalaqas sama_wa_ti wal arda fi sittati ayya_min summastawa_ 'alal 'arsy(i), yugsyil lailan naha_ra yatlubuhu_ hasisa_(w), wasy syamsa wal qamara wan nuju_ma musakhkhara_tim bi amrih(i), ala_ lahul khalqu wal amr(u), taba_rakalla_hu rabbul 'a_lamin(a). (7.54) Ud'u_ rabbakum tadarru'aw wa khufyah(tan), innahu_ la_ yuhibbul mu'tadin(a). (7.55) Wa la_ tufsidu_ fil ardi ba'da isla_hiha_ wad'u_hu khaufaw wa tama'a_(n),
Transliteration: inna rahmatalla_hi qaribum minal muhsinin(a). (7.56) Bismi Allahi arrahmani arraheem. Qul-id'ulla_ha aw-id'ur rahma_n(a), ayyam ma_ tad'u_ falahul asma_'ul husna_, wa la_ tajhar bi sala_tika wa la_ tukha_fit biha_ wa-btagi baina za_lika sabila_(n). (17.110) Wa qulil hamdu lilla_hil lazi lam yattakhiz waladaw wa lam yakul lahu_ syarikun fil mulki wa lam yakul lahu_ waliyyum minaz zulli wa kabbirhu takbira_(n). (17.111) Bismi Allahi arrahmani arraheem. Was sa_f fa_ti saf fa_ (37.01) Faz za_jira_ti zajra_ (37.02)
Transliteration: Fat ta_liya_ti zikra_ (37.03) In na ila_hakum lawa_hid (37.04) Rab bus sama_wa_ti wal ardi wa ma_ bainahuma_ wa rab bul masya_riq (37.05) In na_ zay yan nas sama_ ad dun ya_ bizinatinil kawa_kib (37.06) Wa hifzam min kul li saita_nim ma_rid (37.07) La_ yas sam mau_na ilal mala il ala_ wa yuqzafu_na min kul li ja_nib (37.08) Duhu_raw wa lahum aza_buw wa_sib (37.09) Il la_ man khatifal katfata fa at baahu_ siha_bun sa_qib (37.10)
No comments:
Post a Comment